
Rehtey hain saath saath main or meri तन्हाई
kartey hain DIL ki baaten main or meri तन्हाई....!
Din to guzar jate hain logon ki bheed main
kartey hain basar raat main or meri तन्हाई....!
Aaye na kabhi yaad hum, tumhain bhool kr bhi
jaane kyun kartey hain tumhain yaad main or meri तन्हाई....!
Sanson ka kya bhrosa kab chor jaayen saath
Lagta hai rahenge saath saath main or meri तन्हाई....!
No comments:
Post a Comment